Health kaise banaye - Gym tips


Health Kaise Banaye Tandurust Rahe – Tandrust sharir hamare liye sabse zyada keemati cheez hai. Har koi healthy rehna chahta hai par health banana bhi kabhi kabhi mushkil lagne lagta hai. Aaiye jaane kuch aasan se upay jinke dwara aap health banakar tandrust rah sakte hain. To jante he Health Kaise Banaye Tandurust Rahe.
Health Kaise Banaye Tandurust Rahe
Apne pet ko 10 pratishat khali rakhen
Health Kaise Banaye Tandurust Rahe – Apne pet ko ekdam pura bharne ki bajaye usay 10 pratishat kahli rakhen. Thoda sa pet khali rakhne se aapke pet mein jagah hone par woh aasani se pachak ras utpann karta hai jisse khana aasani se pach jaata hai. Zyada raat hone par bhi nahin khana chahiye. Kuch halka khane ke turant baad khana nahin khayen. Yadi aap bahut zyada bhookhe hon to us samay turant khana khane ki bajaye pehle thode se fal kha len jisse adhik bhookh ke karan aap zaroorat se zyada nahin khayenge aur apko apach ki shikayat nahin hogi tatha aapka swasth accha rahega. Janiye Bhojan Kaise Kare Khana Khane Ke Tarike.
Pani mein nimboo len
Health Kaise Banaye Tandurust Rahe – Apne din ki shuruaat gungune paani mein aadha nimboo ka ras lekar karen. Yeh apke paachan tantra ko majboot karega, aapke sharir ke bimari utpann karne wale tatwon ko bahar karega, aur aapke sharir ke pH mann ko niyantrit kar aapki health ko tandarust rakhega. Iskay alawa seb ka resha yukt ras ko ek glass pani mein milakar din mein 1 ya 2 baar len. In dono rason mein aap 1 chammach shahad bhi mila sakte hain.
Niyamit vyayam karen
Health Kaise Banaye Tandurust Rahe – Adhiktar log apne sharir ko tandrust rakhne ke liye dieting karte hain lekin vyayam karna bhool jaate hain. Health banane ke liye vyayam zaroori hai. Aap niyamit paidal chalkar, daudkar, tairkar, dance karke ya cycle chala kar vyayam kar sakte hain aur in vyayamon se aapki health awashya banegi. Padhiye Body Kaise Banaye 30 Din Me – Body Building.
Paushtik nashta karen
Health Kaise Banaye Tandurust Rahe – Anusandhanon mein aisa paya gaya hain ki jo vyakti nashta nahin karte hain tatha din mein kam baar bhojan karte hain woh nashta karne walon se evam din mein 4 ya 5 baar khaane walon se zyada bhari sharir wale hote hain. Vagyanikon ka yeh bhi manna hain ki tandrust rehne ke liye zyada protein yukt nashta karna accha hota hain kyunki isse pet bhara lagta hain tatha bhookh niyantran rakhne mein sahayta milti hain. Milk shake, uble ande, paneer aur phal, dahi, doodh-daliya protein ke acche strotra hain. Padhiye Calcium Kaise Badhaye Tarike Aur Fayde.
Apne bhookh ko pehchaane
Health Kaise Banaye Tandurust Rahe – Aksar log pyaas ko bhookh samajh kar kuch halka phulka kha lete hain jab ki sharir ko pani ki zaroorat hoti hain. Hamare dimaag ka woh bhag  jo ki bhookh aur pyaas niyantran karta hain dono ke liye ek jaise signal hi bhejta hain. Yeh dekhne ke liye ki aap bhookhe ho ya pyaase ek glass paani piye aur 15 minute intezaar karen. Agar aapki iccha tript ho jati hain to iska matlab yeh hain ki aap pyaase the, bhookhe nahin. Jane Thakan Kaise Mitaye Dur Kare Aasan Tarike.
Vasa yukt fast food se bachein
Junk food aur soda hamari tandrusti par boora asar dalti hain. Paushtik aahar lene se aap tandrusti ki taraf aur ek kadam badhaayenge. Niche likhe kuch upayon se aap khan paan me acche chunaav kar sakte hain:
Tale vyanjan ki jagah phal, dahi ya salad khaaein aur unki jagah aap bhoon kar ya sek kar vyanjan ko khaaye.
Maida ki jagah aate ke pasta, bread aur brown rice khaayen.
Soda ki jagah nimboo pani, green tea ya herbal chai lein. Jane Green Tea Kaise Banaye Uske Fayde.
Tanaav kam rakhen
Health Kaise Banaye Tandurust Rahe – Tanaav hame tandrust nahin rehne deta kyunki isse hamare sharir ki vasa ikattha karne ki chamta badh jaati hain aur vasa ghatane ki kshamta kam ho jati hain. Tanaav ki wajah se hamein meetha khaane ki iccha zyada hone lagti hain kyunki isse hame khushi milti hain. Khud ko khush karne ke liye zyada khane ke bajaaye hamein aaramdayak vyayam tatha dhyan karna chahiye. Apne khane

Comments

Popular posts from this blog

John Cena Ke Childhood Photos

Meera Chopra Hot Photos